socha na jaaye tere bina, tere bina) – (2)…..
dil de ke jaana jaan de ke jaana
gurbat kya hai muhabbat kya hai
duniya ki daulat mil bhi jaaye toh
tu na mila toh kuchh na mila
meri wafa ko na aajmaana
yeh na bhul jaana ki main hoon tera, tera apana
tere bina jiya na jaaye
socha na jaaye tere bina, tere bina……
milana hamaara iss jindagi mein
sapana nahi haqiqat hai yeh
tum jo nahi toh kuchh bhi nahi hai
yeh jaan lo yeh maan lo
meri wafa ko na aajmaana
yeh na bhul jaana ki main hoon tera, tera apana
tere bina jiya na jaaye
socha na jaaye tere bina, tere bina,….
……………………………………………
This post was made using the Auto Blogging Software from WebMagnates.org This line will not appear when posts are made after activating the software to full version.
View the Original article
No comments:
Post a Comment