((((ishq maja hai, ishq wafa hai…..
ishq ada hai, ishq nasha hai) – (2)……
iss ishq ke chakkar mein padake…..
dil ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya……
dil nakaam dil nakaam dil nakaam.. aa aa… dil nakaam, dil nakaam aa………
(haan pyaar ke dariya mein dubake bekaraar dil ho gaya
dil lagaake tanhaayi mein jina mushkil ho gaya) – (2).
aajkal haal aisa hai meri betaabi ka
kya karun main bhala dil ki iss gustaakhi ka……
iss ishq ke chakkar mein padake
dil ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya….
dil nakaam dil nakaam dil nakaam.. aa aa… dil nakaam, dil nakaam aa…..
(saanson ki sarghoshiyon ko chain ka ehsaas do…….
aankhon ka samajho ishaara pyaar ki ik raat do) – (2)…..
jindagi har ghadi ji rahi teri khwaaish mein
bepanaah pyaar ki bewajah farmaaish mein…
iss ishq ke chakkar mein padake….
dil ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya……
dil nakaam dil nakaam dil nakaam.. aa aa… dil nakaam, dil nakaam aa………
(ishq maja hai, ishq wafa hai
ishq ada hai, ishq nasha hai) – (2)…
iss ishq ke chakkar mein padake….
dil ho gaya ho gaya are ho gaya haan ho gaya ho gaya……
dil nakaam dil nakaam dil nakaam.. aa aa… dil nakaam, dil nakaam aa……..
…………………………………………………………
This post was made using the Auto Blogging Software from WebMagnates.org This line will not appear when posts are made after activating the software to full version.
View the Original article
No comments:
Post a Comment