((o saaware o saaware (khushiyaan gayi sang tere -3)…
lage abb khaali khaali se kuche
dikhe bas suna suna sa aangan…
suna sa mann ka gaanv re o saaware o saaware…
khushiyaan gayi sang tere – (2)
tukado mein karke yeh jahaan, aadha toh tu sang le gaya…
kaanto ki reh gayi kyaariya, gulshan toh tu sang le gaya
aadha aadha jahaan lage, aadhi aadhi subah lage
aadhi adhuri shaam re o saaware o saaware
khushiyaan gayi sang tere – (3).
sidhi hawaaye udd gayi baarish ke mausam pehale…
kashti patango waale din tu jo gaya toh sab gaye
odhu taaron ki chaadare soye rahe aakaash jage
pankh lagaake khaabon ke o saaware o saaware
khushiyaan gayi sang tere – (3)…
abhi aangan mein hai jagah, abb bhi ?? hai yeh jamin…..
aake phir koyi bana, aaja hum khele ?? kahin
uthe mann mein huk si, kyun aaye na tu kabhi..
mausam yeh aaye jaaye o saaware o saaware
khushiyaan gayi sang tere – (2)….
This post was made using the Auto Blogging Software from WebMagnates.org This line will not appear when posts are made after activating the software to full version.
View the Original article
No comments:
Post a Comment